SARASWATI VANDANA
Humko naval udhan do
Maa saraswati vardaan do
Maa sharde hum shashni ,
Vagesh veena vadini
Humko agum swar gyan do ,
Maa saraswati vardaan do
Nish-kaam ho man kaamna
Meri safal ho sadna
Kar door sab agyan do
Maa saraswati vardaan do
Man buddhi hridaya pavitra ho ,
Mera mahan charitra ho
Vidhya vinaya vardaan do ,
Maa saraswati vardaan do
VANDANA
Jaya jaya jaya hey veena vani
Shiv kalyani maatr bhvani !! .......(2)
Saath suron ki tu maharani
Vedo devi mahima na jani
Jaya jaya jaya hey veena vani
Shiv kalyani maatr bhvani !! .......(2)
Aaj suron ke deep jalaye
Rom rom sangeet jalaye
Jaya jaya jaya hey veena vani
Shiv kalyani maatr bhvani !! ......(2)
Ghungru ke sang baaje payaliya
Jhum uthi hai saath nagariya
Jaya jaya jaya hey veena vani
Shiv kalyani maatr bhvani !! ......(2)
INVOCATION SONG
Padh-sa gari gari sa .........aaaaaa....aaaaaaaa
Gamapa dama gari sa ...........aaaa.......aaaaaaa
Sani dapa maga riga sa
Sani dapa maga rga sa
Sani dapa maga riga sa
1) Maa sharde Maa sharde .....(2)
Veena vani jag taarde
Padh-sa gari gari sa .........aaaaaa....aaaaaaaa
Gamapa dama gari sa ...........aaaa.......aaaaaaa
Sani dapa maga riga sa
Sani dapa maga riga sa
Sani dapa maga riga sa
2) Jagat janini hey bhavani
Daya dayini patit pavani
Kala swamini rashmi kar de ........(2)
Maa sharde ......
Maa sharde
Maa sharde , Maa sharde
Veena vani jag taarde
3) Hums vahini vidhya dayini
Sural bhasha ki tu janani
Gyaan dayini gyaan bharde .....(2)
Maa sharde ......
Maa sharde
Maa sharde , Maa sharde
Veena vani jag taarde
Maa sharde Maa sharde
MERA MULK
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Iske vaste nisaar hai mera tan ,mera man
Aye vatan Aye vatan Ayee vatannn
Janeman janeman janeman
Iski mitti se bane tere mere ye badan
Iski dharti tere mere vaste gagan
Isne hi seekhaya humko jeene ka chalan
Iske vaste nisaar hai mera tan , mera man
Aye vatan Aye vatan Ayee vatannn
Janeman janeman janeman
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Apne is chaman ko swarg hum banayenge
Kona kona apne desh ka sajayenge
Jashn hoga zindagi ka ,honge sab magan
Iske vaste nisaar hai mera tan , mera man
Aye vatan Aye vatan Ayee vatannn
Janeman janeman janeman
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Iske vaste nisaar hai mera tan , mera man
Aye vatan Aye vatan Ayee vatannn
Janeman janeman janeman
NAVYUG KI SANTAAN
Hum bade chale , hum nahi ruke
Hum navyug ki santaan hain
Hum kadam bade ,peeche na hate
Manzil hamari mahan hai
.......(2)
Ha haaaa haa haa
Ho hooo ho ho ho
La la la laaaa.........
Samay kisi ka saathi nahi
Par hum samay ke saathi
Hain
Jab samay gaya
Aaaaaaaaaaaaa.........
Jab samay gaya , jab saath
Gaya
Jab sara safar sunsaan hai
.................
Hum bade chale ,hum nahi ruke
Hum navyug ki santaan hain
Hum kadam bade ,peeche na hate
Manzil hamari mahan hai .......(2)
Patthar bhi aur kaante bhi
Manzil me hamari aate hain
Jab samay gaya aaaaaaaaaaaaa.........
Jab samay gaya , jab saath gaya
Jab sara safar sunsaan hai ..................
Hum bade chale ,hum nahi ruke
Hum navyug ki santaan hain
Hum kadam bade peeche na hate
Manzil hamari mahan hai .......(2)
Manzil hamari mahan hai .........
DHARTI KI SHAAN
Dharti ki shaan tu hai , manu ki santaan
Teri mutthiyon me band tufaan hai , re !!
Manushya tu bada mahaan hai ,bhul mat
Manushya tu bada mahaan hai ...............
Tu jo chahe parvat pahadon ko todh de ,
Tu jo chahe nadiyon ke rukh ko bhi modh de
Tu jo chahe maati se amrit nichoodh de
Tu jo chahe dharti ko ambar se jodh de
Amar tere praan ....... (2)
Mila tujhko vardaan teri aatma me
swayam
Bhagwaan hai , re !!
Manushya tu bada mahaan hai ,bhul
mat
Manushya tu bada mahaan hai ...............
Naino me jwaal teri, gati me bhuchaal ,
Teri chaati me chupa mahakaal hai ,
Dharti ka laal teri , himgiri sa bhaal ,
Teri bhrukuti me tandav ka taal hai
Khud ko tu jaan ..............(2)
Teri shakti pehchaan , teri vaani me yug ka
ahvaan hai, re !!
Manushya tu bada mahaan hai ,bhul mat
Manushya tu bada mahaan hai ...............
Dharti ka dheer hai tu , agni sa veer hai
Tu jo chahe kaal ko bhi thaam le,
Pavan sa pralay ruke ,pashuta ka sheesh jhuke
Tu jo agar himmat se kaam le
Gussa krantimaan -(2)
Pavan sa gatimaan
Teri jug se bhi unchii udaan hai , re !!
Manushya tu bada mahaan hai ,bhul mat
Manushya tu bada mahaan hai ...............
Dharti ki shaan tu hai , manu ki santaan
Teri mutthiyon me band tufaan hai , re !!
Manushya tu bada mahaan hai ,bhul mat
Manushya tu bada mahaan hai ...............
AYE MALIK TERE BANDE HUM
OOOOO ....Malik !!!!
Aye Malik tere bande hum
Aise hon humare karam
Neki par chale aur badi se tale
Taki haste hue nikle dum !!
Aye Malik tere bande hum
Ye andhera ghana cha raha
Tera insaan ghabra raha
Ho raha bekhabar , kuch na aata
nazar
Sukh ka suraj chupa ja raha ,
Hai teri roshini me jo dum
Tu amavas ko karde poonam
Neki par chale aur badi se tale
Taki haste hue nikle dum !!
Jo julmo ka ho saamna
Tab tu hi humme thaamna
Wo burayi kare , hum bhalayi bhare
Nahi badleki ho kaamna
Badh uthe pyaar ka har kadam
aur mite bair ka ye bharam
Neki par chale aur badi se tale
Taki haste hue nikle dum !!
Aye Malik tere bande hum
Aise hon humare karam
Neki par chale aur badi se tale
Taki haste hue nikle dum
BHAJAN
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon
kala
kala
Boli muskaati maiya lalan ko
bataya
Boli muskaati maiya lalan ko
bataya
Kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
Ladla Kanhiya mera ho
Ladla Kanhiya mera kali kamli wala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale nainon waali ne ho
Kaale nainon waali ne aisa jaadu dala
Isiliye kala
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale nainon waali ne ho
Kaale nainon waali ne aisa jaadu dala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Maine na jaadu dala boli balkhaati
Maiya Kanhaiya tera ho
Maiya Kanhaiya tera jag se nirala
Isiliye kala
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Maine na jaadu dala boli balkhaati
Maiya Kanhaiya tera ho
Maiya Kanhaiya tera jag se nirala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
WELCOME SONG
( Music..........)
Dhanya bhagya jo aap padhare
Dhanya bhagya jo aap padhare
Swagat me hain athiti mohodaye
Deep jalao apne dware ....... (2)
Dhanya bhagya jo aap
padhare
Dhanya bhagya jo aap
padhare
Gunji panchum swar me
kokil
Gunji panchum swar me
kokil
Nikat vasant sugundhit
swapnil
Huye manohar purn
hamare
Dhanya bhagya jo aap padhare
Dhanya bhagya jo aap padhare
Sare mapa mapa nisa
Sani pama re re sa
Utsav ki beela hai madhurim
Utsav ki beela hai madhurim
Nutan naval swaron ka sangum
Saath humare chand sitare
Dhanya bhagya jo aap padhare
Dhanya bhagya jo aap padhare
Sare mapa mapa nisa
Sani pama re re sa
Dhanya bhagya jo aap padhare
Dhanya bhagya jo aap padhare Swagat me hain athiti mohodaye
Deep jalao apne dware ....... (2)
Dhanya bhagya jo aap padhare
Dhanya bhagya jo aap padhare
PATRIOTIC ORIYA SONG
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Charu hashya mayi .........(4)
Janani janani janan ..........(6)
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Bhoodh piyodipi gautum sharira
Talat maan shushobhit dhir .....(2)
Shubhrad dini kudi shikhara
shamira
Janani janani janani .........(6)
Ghana ghana van bhumi rajeet
haugi
Neel gutan mal san^ngit raugi
Kal kal mukharit charumi ougi
Janani janani janani .........(6)
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Sundar shaili shushobhit keid
Gyan viggyan pradarshit netra
Yogi rumigal uthajum vitra
Janani janani janani .........(6)
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Charu hashya mayi .........(4)
Janani janani janani .........(6)
Vande utkala janani
Vande utkala janani
Vande utkala janani
RADHE GOVINDA BHAJAN
Jay Ganesh gannaath dayaal ki
Sakala vifal kar door
hamare
Mum bhandhan swikaar
karo prabhu
Charana sharana hum
haare humare
Jay Ganesh gannaath
dayaal ki
Jay nand lala jay gopala
Jay nand lala jay jaya
Shri radhe govinda , man bhajle
Hari ka pyaara naam hai ......(2)
Gopala hari ka pyaara naam hai
Nand lala hari ka pyaara naam hai
Shri radhe govinda , man bhajle
hari ka pyaara naam hai ......(2)
Moor mukut shri ganwal mala
kesar tilak lagaye .......(2)
Shri radhe govinda , man bhajle
hari ka pyaara naam hai .......(2)
Gopala hari ka pyaara naam hai
nand lala hari ka pyaara naam hai
Jay nandlala jay gopala
Yamuna kinare bail charaye
Madhav madan murari ......(2)
Madhur muraliya jami bajaye
har le sudh budh sari ......(2)
Shri radhe govinda , man bhajle
hari ka pyaara naam hai ......(2)
Gopala hari ka pyaara naam hai
nand lala hari ka pyaara naam hai
Jay nand lala jay gopala
Giridhar naadhar karti meera
Sukh ka saaman bhaya ........(2)
Sukha naam aur raam dev ne
mitthal mitthal gaya ........(2)
Shri radhe govinda , man bhajle
hari ka pyaara naam hai ........(2)
Gopala hari ka pyaara naam hai
nand lala hari ka pyaara naam hai
Radhe shakti bina na koi
Shaman darshan paave .........(2)
Aaradhan kar radhe radhe
Kaanha bhage aaye ..........(2)
Shri radhe govinda , man bhajle
hari ka pyaara naam hai .........(2)
Gopala hari ka pyaara naam hai
nand lala hari ka pyaara naam hai
Jay nand lala jay jaya
ORIYA SONG
OooooooooooooOOooooooooo
Taak taak din taak din taak
Din din taak
Taak taak din taak din taak
Din din taak
OOOOOO
Bausithele boisakho janaraati re !
Heera , neela ,tula majha , phulati HO HO .......(2)
Juluchi matari kudi jao fuloh ho ho ho ho hoooooo
Juluchi matari kudi ...........(2)
A) Gaonchi muh jhuli jhuli bausithele
Gaonchi muh jhuli jhuli !! .....(2)
Dhuli re dhuli aamar gaon
Anand hoyi
Chati jaotima fuli
Chati jaotima fuli
Ooooooooo
Bausithele boisakho janaraati re !
Heera , neela ,tula majha , phulati HO HO .......(2)
Juluchi matari kudi jao fuloh ho ho ho ho hoooooo
Juluchi matari kudi ...........(2)
B) Saye saye jiba dhuli bausithele
Saye saye jiba dhuli !! .......(2)
Dhuli re dhuli aamar gaon
Anand hoyi
Chati jaotima fuli
Chati jaotima fuli
Oooooooo
Bausithele boisakho janaraati re !
Heera , neela ,tula majha , phulati HO HO .......(2)
Juluchi matari kudi jao fuloh ho ho ho ho hoooooo
Juluchi matari kudi ...........(2)
C) Gaothi muh jhuli jhuli bausithele
Gaothi muh jhuli jhuli !! .........(2)
Dhuli re dhuli aamar gaon
Anand hoyi
Chati jaotima fuli
Chati jaotima fuli
OOOOOO
Bausithele boisakho janaraati re !
Heera , neela ,tula majha , phulati HO HO .......(2)
Juluchi matari kudi jao fuloh ho ho ho ho hoooooo
Juluchi matari kudi ...........(6)
KANNADA SONG
lel lar lel lar la la
lel lar lel lera la
Elu-gadu nuraru bhavad
Elu-gadu nuraru
Elu-gadu ban^nah vande hasiru
1) Jaati bhashe pantha halavu
Avugale hinde maatra vande valavu
Sagon^aa !!!! vattike sagon^aa !!!!
Navu nivu seri vandagi
Nigon^aa !!!! bhinatte nigon^aa !!!!
Savira hijje vande gurigaagi
lel lar lel lar la la
lel lar lel lera la
2) Kidigalu nuraru bela kina
Kudigalu nuraru
Bel-kina parige vande he-siru
Surya , chandra, landra han`nte
Avugale hinde matra vande ghante
Teriyon^aa hrdyaa teriyon^aa
navu nivu seri vandagi
Maareyon^aa bheda maareyon^aa
Nadigalu kudidh pritiya kadlagi
lel lar lel lar la la
lel lar lel lera la
3) Padhgalu nuraru badukina
Hadhgalu nuraru
Padhgalu hinde vande oosiru
Avkar yinda vattige balon^aa
Bharat maatage namma priti toron^aa
Katton^aa nadna katton^aa
Navu nivu seri vandagi
Mut-ton^aa madanu mut-ton^aa
Taargale enadina suragi
lel lar lel lar la la
lel lar lel lera la
Elu-gadu nuraru bhavad
Elu-gadu nuraru
Elu-gadu ban^nah vande hasiru
lel lar lel lar la la
lel lar lel lera la
HINDI SONG
Dil hai chota sa choti si aasha
Masti bhar man ki bholi si aasha
Chand taron ko chune ki aasha
Asmanon me udne ki aasha
Dil hai chota sa choti si aasha
1) Mehek jaon me aaj toh aise
Phool bagiya me mehke hai jaise
Badalon ki mai oodhun chunariya
Jhum jaon me banke bavariya
Apni choti me bandh lun duniya
Dil hai chota sa choti si aasha
Masti bhar man ki bholi si aasha
Chand taron ko chune ki aasha
Asmanon me udne ki aasha
Dil hai chota sa choti si aasha
2) Swarg se dharti khil rahi hai aise
Mera man bhi toh khil raha aise
Koyal ki tarah gaon ye arma
Machli ki tarah macchlu ye arma
Javani hai laayi rangeen sapna
Dil hai chota sa choti si aasha
Masti bhar man ki bholi si aasha
Chand taron ko chune ki aasha
Asmanon me udne ki aasha
Dil hai chota sa choti si aasha
PATRIOTIC SONG
Aye mere vantan ke logon
Zara ankh me bharlo paani
Jo shaheed hue hain unki
Zara yaad karo kurbani
Tum bhul na jao unko
Isliye suno ye kahani
Jo shaheed hue hain unki
Zara yaad karo kurbaani
1) Jab ghayal hua himalay
Khatare me padi aazaadi
Jab tak thi saas lade wo
Fir apni laash beechayi
Sangeen pe karke maatha
So gaye amar balidani
Jo shheed hue hain unki
Zaara yaad karo kurbani
2) Jab desh me thi deewali
Wo khel rahe the holi
Jab hum baithe the gharon me
Wo jhel rahe the goli
Jo khoon gira parvat pe
Wo khoon tha hindustani
Jo shheed hue hain unki
Zara yaad karo kurbani
3) Koi sikh koi jaat maratha .....(2)
Koi gurkha koi madrasi .......(2)
Serhad per marne vala
Har veer tha bharatvaasi
Tum bhul na jao unko
Isliye suno ye kahani
Jo shaheed hue hain unki
Zara yaad karo kurbaani
Aye mere vantan ke logon
Zara ankh me bharlo paani
Jo shaheed hue hain unki
Zara yaad karo kurbani
PATRIOTIC SONG
Ye desh naman unko karlo
Jo swatantrata ke liye jiye ........(2)
Jo luta gaye apni hasti
Unke khatir ye desh liye
Ye desh naman unko karlo
Jo swatantrata ke liye jiye ........(2)
1) Kan^gan^ roli sab bhula gaye
Maa ke charno^ me jhuka shish
.......(2)
Ye desh yaad kar kurbaani
Phansi phando par jhul gaye
Ye desh naman unko karlo
Jo swatantrata ke liye jiye ........(2)
Jo luta gaye apni hasti
Unke khatir ye desh liye
Ye desh naman unko karlo
Jo swatantrata ke liye jiye
2) Ye sury chandr sab unke hi gungaan
sada gate rehte hain ......(2)
Tum bhi unka pujan karlo
Bandhan chandan kar liye huye
Ye desh naman unko karlo
Jo swatantrata ke liye jiye ........(2)
Jo luta gaye apni hasti
Unke khatir ye desh liye
Hey kalam likho tum jai unki
Hey kanth unhi ki jai bolo
Aarti unhi ki sab karlo
Bhavna hrdaya me bhare huye !!!!!!
SINDHI SONG
Ho lal meri path rakhiyo balaan jhulelalan^
Ho lal meri path rakhiyo balaan jhulelalan^
Sindhdhi da
Sevan da
Sati shabaash kalander
Dama dum mast kalander
Ali da dumbe ander
Dama dum mast kalander
Ali da pehla number
Oooo lal meri !!!!!!!
Oooooo lal meri !!!!!!! hey !!!!!!
1) Char chiraag tere baran^ hamesha
Char chiraag tere baran^ hamesha
Panjba me baaran^ aayi
Aayi balan^ jhulelalan^
Hey panjba me baran^ aayi
Aaayi balan^ jhulelalan^
Sindhdhi da
Sevan da
Sati shabaash kalander
Dama dum mast kalander
Ali da dumbe ander
Dama dum mast kalander
Ali da pehla number
Oooo lal meri !!!!!!!
Oooooo lal meri !!!!!!! hey !!!!!!
2) Hindi sindhi peera teri naubat baaje
Hindi sindhi peera teri naubat baaje
Laal baje ghadi yalan^
Yalan^ balan jhulelalan
Hoo lal baje ghadi yalan
Yalan balan jhulelalan
Sindhdhi da
Sevan da
Sati shabaash kalander
Dama dum mast kalander
Ali da dumbe ander
Dama dum mast kalander
Ali da pehla number
Oooo lal meri !!!!!!!
Oooooo lal meri !!!!!!! hey !!!!!!
3) Hardum peera teri kher hote
Hardum peera teri kher hote
Naam me ali beda paar laga jhulelalan^
Oooo naam me ali beda paar laga jhulelalan^
Sindhdhi da
Sevan da
Sati shabaash kalander
Dama dum mast kalander
Ali da dumbe ander
Dama dum mast kalander
Ali da pehla number
Oooo lal meri !!!!!!!
Oooooo lal meri !!!!!!! hey !!!!!!
DESH BHAKTI GANA
Chodo kal ki baatein
Kal ki baat purani
Naye daur main likhenge
Milkar nayi kahani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Aaj purani zanjiron ko todh chuke hain
Kya dekhein us manzil ko jo chodh chuke hain
Chan ke dar par ja pahuncha hai aaj zamana
Naye jagat se hum bhi nata jodh chuke hain
Naya khoon hai
Nayi umangein
Ab hai nahyi jawaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Aao mehnet ko apna imaan banaayein
Apne hathon se apna bhagwaan banaayein
Ram ki is dharti ko
Gautam ki bhoomi ko
Sapno se bhi pyara Hindustan banayein
Naya khoon hai
Nayi umangein
Ab hai nahyi jawaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Har zarra hai moti ankh uthakar dekho
Mitti mein sona hai haath badhakar dekho
Sone ki ye Ganga hai
Chandi ki Yamuna
Chaho toh pathar pe dhaan ugakar dekho
Naya khoon hai
Nayi umangein
Ab hai nahyi jawaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Chodo kal ki baatein
Kal ki baat purani
Naye daur main likhenge
Milkar nayi kahani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
Hum Hindustani, Hum Hindustani
No comments:
Post a Comment